Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek din pahle bhi aaya tha aaya tha yehi toofan aaya tha yehi toofan jaag kar sab so gaye the so gaye thee mere sab armaan aaj phir chhedenge kitne dil ki khamoshi ke taar kaun karta hai kisi kaa intezar intezar khidkiyon ke paar sehmi siii khidkiyon ke paar sehmi si khadi hai raat kyun ghane ke daaman se bikhri jhoom kar barsaat kyun kya koi kya koi aayi badarwa se ke dene ko pukar kaun karta hai kisi kaa intezar intezar mere armaanon ki aankhe aaj kaise nam hui nam hui iski saansen hai rawa mein kyun meri humdam hui dil ki ye bechain dhadkan kyu bani hai haahaakaar kaun karta hai kisi kaa intezar intezar
kaun kisi ko bandh saka haan kaun kisi ko bandh saka saiyaad to ik diwaana hai tod ke pinjraa ek na ik din panchhi ko udd jaana hai hooo angdaai le ker ke jaagi hai nau jawaani sapne naye hai aur zanzeer hai puraani pehre daar faake se parsoonram dharaake se hosiyaar bhai sab hosiyaar raat andheri rut barkhaa aur gaafil saara jamaana hai tod ke pinjraa ek na ik din panchhi ko udd jaana hai kaun kisi ko bandh saka saiyaad to ik diwaana hai tod ke pinjraa ek na ik din panchhi ko udd jaana hai khidki se ruktaa hai jhoonka kahin hawaa ka khidki se ruktaa hai jhoonka kahin hawaa ka hil jaayen diwaarein aisaa karoon dhamaaka bole dhol taashe se parsoonram dharaake se dekh ke bhi na koi dekhe aisa kuchh rang zamaana hai tod ke pinjraa ek na ik din panchhi ko udd jaana hai kaun kisi ko bandh saka saiyaad to ik diwaana hai tod ke pinjraa ek na ik din panchhi ko udd jaana hai @mm;30;0;0;-1;0;0;979199;0;0;0;0;100
kaun kisko jaanta hai in dinon faasla hi faasla hai in dinon wo ki jo khud jaat se tha anjuman kya akela ho gaya hai in dinon manzilon ki justju mein zindagi raasta hi raasta hai in dinon ho ho oh ho oh ho oh ho kabhi kabhi yun bhi hota hai jee bhar ke dil ye rota hai bhoolegi na tu mujhe bhulunga na main tujhe dil ko deewana kar loon jag se begaana kar loon toone sheesha tod diya doraahe pe chhod diya ho ho oh ho oh ho oh ho chaaha tujhe bhula doon main jalta diya bujha doon main jhuthe hain ye rishte dil ke jaana ab ye tujhse mil ke ho ho oh ho oh ho oh ho thehri thehri lagti hai duniya main roun to hansti hai duniya feeka hai khushiyon ka mela kitna hai ye dil akela dil ko deewana kar loon jag se begaana kar loon toone sheesha tod diya doraahe pe chhod diya aa haa aa haa aa haa aa haa aankhon se jo aansu bahenge mere ghum ke baaten kahenge aisa hoga ye kya pata tha manzil tum pe khoya rasta tha kaise dil ko aaye sukoon gaate gaate kahan main rukun gaate gaate
saans albeli saans albeli saans albeli saans albeli saans albeli saans albeli kaun si dor kheeche kaun si kaate re kaate re saans albeli saans albeli kaun si dor kheeche kaun si kaate re kaate re saans albeli kaahe kaahe mohe baante re baante re kaun si dor kheeche kaun si kaate re kaate re aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa man jungle mein aandhi hulchal patte bhichdan laage lehar lehar uttpaat nadi mein hridya jwaar sa jaage jeevan shor aaye aur jaaye jeevan shor aaye aur jaaye shaaswat bas sannaate re shaaswat bas sannaate re sannaate re sannaate re kaun si dor kheeche kaun si kaate re kaate re saans albeli saans albeli saans albeli saans albeli bade jatan se fasal lagaai chun chun beej rachaai baandh taktaki ki rakhwari tab ankur muskaaye bhaag chiraiya badi nithur hai bhaag chiraiya badi nithur hai kaun jo usko daante re kaun jo usko daante re daante re kaun si dor kheeche kaun si kaate re kaate re saans albeli saans albeli saans albeli saans albeli saans albeli saans
kaun sune fariyaad humaari kaun sune fariyaad kaun sune fariyaad humaari kaun sune fariyaad koi nahin hai poochhne waala koi nahin hai poochhne waala kisko karen hum yaad humaari kaun sune fariyaad phir wo hi aansoo phir wo hi aahen phir wo hi aansoo phir wo hi aahen ghum ke ye din ghum ke ye din ghum ke ye din hum kaise bitaayen chhoot gaye is qaid se phir bhi chhoot gaye is qaid se phir bhi ho na sake aazaad humaari kaun sune fariyaad loot liya takdeer ne humko loot liya takdeer ne humko aag lage aag lage aag lage is julm o sitam ko toot gayin sab dil ki ummeeden toot gayin sab dil ki ummeeden ho ke rahe barbaad humaari kaun sune fariyaad kaun sune fariyaad humaari kaun sune fariyaad
Kauno Thagava Nagariya Lootle Ho
arre kaviraja kavita ke mat ab kaan marodo kaviraja kavita ke mat ab kaan marodo dhande ki kuchh baat karo kuchh paise jodo sher shairi kaviraja na kaam aayegi kavita ki pothi ko deemak khaa jaayegi bhaaw chadh rahe naaj ho raha mehngaa din din bhookhe maroge raat kategi taare gin gin isiliye kehtaa hoon bhaiyyaa ye sab chhodo dhande ki kuchh baat karo arre chhodo kalam chalaavo mat kavita ki chaaki ghar ki rokad dekho kitne paise baaki arre kitna ghar mein ghee hai kitna garam masaala kitne paapad badi mangodi mirch masaala kitna tel noon mirchi haldi aur dhaniya kaviraja chupke se tum ban jaao baniyaa arre paise par rach kaavya bhookh par geet banaao paise arre paise par rach kaavya bhookh par geet banaao gehoon par ho ghazal dhaan ke sher sunaao noon mirch par chaupaai chaawal par dohey jugal koyeley par kavita likho to sohey arre kam bhaade ki kam bhaade ki kholi par likho qawwali kam bhaade ki kholi par likho qawwali jhan jhan karti kaho rubaai paise waali
kayi baar yun bhi dekha hai ye jo mann ki seema rekha hai mann todne lagta hai anjani pyaas ke peechhe anjani aas ke peechhe mann daudne lagta hai raahon mein raahon mein jeevan ki raahon mein jo khile hain phool phool muskura ke kaun sa phool chura ke rakh loon mann mein saja ke kayi baar yun bhi dekha hai ye jo mann ki seema rekha hai mann todne lagta hai anjani pyaas ke peechhe anjani aas ke peechhe mann daudne lagta hai jaanun na jaanun na uljhan ye jaanun na suljhaaun kaise kuchh samajh na paaun kis ko meet banaun kis ki preet bhulaun kayi baar yun bhi dekha hai ye jo mann ki seema rekha hai mann todne lagta hai anjani pyaas ke peechhe anjani aas ke peechhe mann daudne lagta hai
kayi din se mujhe koi sapnon mein aawaaz deta tha har pal bulaata tha achha to wo tum ho tum ho tum aksar mera mann kehta tha chhup kar koi aata hai halchal machaata hai achha to wo tum ho tum ho tum ho aati jaati lehron ki taraah saahil pe aake laut mat jaana tum bhi kahin gairon ki taraah ji dekho dekho aankhein na churaana is pal se aakhari pal tak sang sang ab rehna hai kayi din se mujhe koi sapnon mein aawaaz deta tha har pal bulaata tha achha to wo tum ho tum ho tum ho dheere dheere behti ye hawa gaati hai unhin dilon ke taraane ek dusre mein kho ke jode hain duniyaa se anjaane meri tumhaari chaahat ko aise hi ye duharayegi aksar mera mann kehta tha chhup kar koi aata hai halchal machaata hai achha to wo tum ho tum ho tum ho kayi din se mujhe koi sapnon mein aawaaz deta tha har pal bulaata tha achha to wo tum ho tum ho tum ho tum ho tum ho tum ho tum ho tum ho tum ho tum ho tum ho tum ho
kayi din se saawan barasta hai rimjhim rimjhim kayi din se saawan barasta hai rimjhim rimjhim hawa jhoomti hai ghata chha rahi hai ab aise mein bhi tum na aaye to dekho dekho ab aise mein bhi tum na aaye to dekho dekho nazar ruthne ki kasam kha rahi hai kayi din se saawan barasta hai rimjhim rimjhim phansa kaun ye bijliyon ki ada se phansa kaun ye bijliyon ki ada se barasne lage kiske aansu ghata se barasne lage kiske aansu ghata se yahi puchhti hai mere dil ki dhadkan dhadkan yahi puchhti hai mere dil ki dhadkan dhadkan magar kuchh bataate haya aa rahi hai kayi din se saawan barasta hai rimjhim rimjhim udhar tu hai aur main idhar hoon to kya hai kahin phool se uski khushboo juda hai udhar tu hai aur main idhar hoon to kya hai kahin phool se uski khushboo juda hai ye maana ke aisi nahin koi doori doori ye maana ke aisi nahin koi doori doori par itni bhi doori sitam dha rahi hai kayi din se saawan barasta hai rimjhim rimjhim hawa jhoomti hai ghata gaa rahi hai kayi
kayi ghum sahe hain khushi ke liye kabhi jal bujhe roshni ke liye kabhi mar mite zindagi ke liye kabhi mar mite zindagi ke liye na jane agla pal saathi hoga kaisa aayega jo bhi kal saathi hoga kaisa abhi to jee le abhi to jee le abhi to jee le abhi to jee le
haa kayi tarah ki hansi hoti hai hanske bhi duniya roti hai kayi tarah ki hansi hoti hai hanske bhi duniya roti hai kayi tarah ki hansi hoti hai hanske bhi duniya roti hai hey badi matwari hai sabse nyari hai munni teri hansi badi pyaari hai kayi tarah ki hansi hoti hai hanske bhi duniya roti hai hey hey badi matwari hai sabse nyari hai munni teri hansi badi pyaari hai kayi tarah ki hansi hoti hai are wah re munni aisi hansi to hai insanon ki samjhi aisi hansi to hai beimanon ki huu aisi hansi to hai insanon ki aisi hansi to hai beimanon ki ho ek hai shabnam ek chingari hai ek hai shabnam ek chingari hai munni teri hansi badi pyaari hai kayi tarah ki hansi hoti hai are wah re muniya duniya mein hanste hain saare log shabash basti mein baste hain saare log duniya mein hanste hain saare log basti mein baste hain sare log hey koi hai panchi koi shikari hai koi hai panchi koi shikari hai munni teri hansi badi pyaari hai kayi tarah ki hansi hoti hai shabash shabash
kdantadha kdantadha kdantadha ta na na na na ta dhi na naar dhir dhir dhoom ta na na na ta dhi na naar dhir dhir dhoom ta na na na ta na na dhir dhir dhoom ta naum ta naum ta na na dhir dhir kdantadha kdantadha kdantadha sa re ma pa dha ta dha re sa ni dha ni pa ga pa ma sa re ni sa ma ta na na na na ta di ye nare dhir dhir dhoom ta na na na ta di ye nare dhir dhir dhoom ta na na na ta na na dhir dhir dhoom ta naum ta naum ta na na dhir dhir kdantadha kdantadha kdantadha dhoom kit tak dha na dha ta dha dha ni dhi dha dha girdhi na dha gi dhi na dha na dha dha gidi gidi thei kdantadha thiri kiti kiti thei ta ta thei ta ta thei kdantadha thiri kiti kiti thei ta ta thei ta ta thei kdantadha thiri kiti kiti thei ta ta thei ta ta thei thei kdantadha kdantadha kdantadha kdantadha kdantadha kdantadha thrik thrik thrik thrik thum tha na na na chhai ghata thrik thrik thrik thrik thum tha na na na na na chhai ghata dhimak dhimak dhum dhum boondan barsayi ghata dhimak dhimak
tumse milne ka keeda andar hai dating kar le tu open calendar hai tumse milne ka keeda andar hai dating kar le tu open calendar hai som mangal budh guru shukra shani ravi aaja meri gali aaja meri gali aaja meri gali aaja meri gali tumse milne ka keeda andar hai dating kar le tu open calendar hai som mangal budh guru shukra shani ravi aaja meri gali aaja meri gali aaja meri gali o aaja meri gali teri ada juda hai tujhme x factor aaja sikha doon main tujhe dating shating ka chapter maan le meri baat aaja aaja mere saath aaja aaja meri gali tumse milne ka keeda andar hai dating kar le tu open calendar hai som mangal budh guru shukra shani ravi aaja meri gali aaja meri gali aaja meri gali aaja meri gali tu jo kahe karunga mere dil ka remote tu meri dildaar bank ka baby laakhon ka note tu maan le meri baat aaja aaja mere saath aaja aaja meri gali tumse milne ka keeda andar hai dating kar le tu open calendar hai som mangal budh guru shukra shani ravi aaja meri gali aaja
keh do ik baar sajna itna kyun pyaar sajna hai mujh mein aisa bhi kya re baadal hai tera kaajal ambar hai tera aanchal sooraj hai teri bindiya re keh do ik baar sajna itna kyun pyaar sajna hai mujh mein aisa bhi kya re baadal hai tera kaajal ambar hai tera aanchal sooraj hai teri bindiya re sajna ji aap kyun aise bechain hain chain to mera loote tere ye do nain hain sajna ji aap kyun aise bechain hain chain to mera loote tere ye do nain hain nainon mein kaise main keh doon hai kya keh do ik baar sajna do aur do chaar sajna nainon mein aisa bhi kya re kejre ki dhaar inmein aisi talwaar inmein chheene jo meri neendiyaan re sajna ji aap kyun aise betaab hain tere ye baal in sawaalon ka jawaab hain sajna ji aap kyun aise betaab hain tere ye baal in sawaalon ka jawaab hain baalon mein kaise main keh doon hai kya keh do ik baar sajna mere dildaar sajna baalon mein aisa bhi kya re baalon mein naag tere jinse darte sapere dans gaye ye naag daiyya re ho ho ho ho ho ho ho ho
keh do ji keh do chhupao na pyaar kabhi kabhi aati hai jhoomti bahaar aisi jhoomti bahaar kaise kahun baalma sharam ki hai baat keh dega chaand sabse sun legi raat piyaa sun legi raat aa haa haaa aa haa haaa aa haa haaa aa haa haaa dil ki lagi hai kya tum hi batao jhuki jhuki akhiyon ke parde uthao dil ki lagi ko taaron se puchho behti nadi se dharon se puchho jo jalte hain raaton ko apni hi aag mein pahne wo shabnam ke haath keh do ji keh do chhupao na pyaar kabhi kabhi aati hai jhoomti bahaar aisi jhoomti bahaar kaise kahun baalma sharam ki hai baat keh dega chaand sabse sun legi raat piyaa sun legi raat mausam chhede kiske taraane jhonke hawa ke kyun hain deewane madhosh hain ye saari fizayen pyaar bhari hain inki adayen ye nazron ke taron ki barkha na puchho ras ki pade hai fuhaar keh do ji keh do chhupao na pyaar kabhi kabhi aati hai jhoomti bahaar aisi jhoomti bahaar kaise kahun baalma sharam ki hai baat keh dega chaand sabse sun legi raat piyaa sun legi raat
keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin mar jaayenge ek dusre par machega koi shor nahin keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin mar jaayenge ek dusre par machega koi shor nahin keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin tera tasavuarr sataaye suhab shaam pyaar bhare toofaan uthaye subah shaam sapne suhaane dikhaaye subah shaam dil ki zubaan par rataa hai tera naam haaye tum saa kahaan se laaun jahaan mein koi aur nahin haaye tum saa kahaan se laaun jahaan mein koi aur nahin mar jaayenge ek dusre par machega koi shor nahin keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin deep kahin jale patanga wahin jaaye chaand kahin khile chakora wahin jaaye phool kahin mehke to bhanwraa wahin jaaye dil ka papihaa tere hi paas aaye mera dil hai wo paagal panchhi ke aisa to chakor nahin mera dil hai wo paagal panchhi ke aisa to chakor nahin mar jaayenge ek dusre par machega koi shor nahin keh do keh do
bikhar gaye bachpan ke sapne armaanon ki shaam dhale kahin saje baraat kisi ki kahin kisi ka pyaar jale keh do koi na kare yahaan pyaar keh do koi na kare yahaan pyaar iss mein kushiyaan hain kam beshumaar hain ghum ik hansi aur aansu hazaar keh do koi na kare yahaan pyaar preet patanga diye se kare preet patanga diye se kare uski hi lau mein wo jal jal marre mushkil raahein yahaan ashk aur aahein yahaan iss mein chaen nahin na karaar keh do koi na kare yahaan pyaar humne to samjha tha phool khile humne to samjha tha phool khile chun chun ke dekha to kaante mille ye anokha jahaan hardum dhokha yahaan iss viraane mein kaisi bahaar keh do koi na kare yahaan pyaar iss mein kushiyaan hain kam beshumaar hain ghum ik hansi aur aansu hazaar keh do koi na kare yahaan pyaar
keh doon tumhen yaa chup rahun dil mein mere aaj kya hai keh doon tumhen yaa chup rahun dil mein mere aaj kya hai jo bolo to jaanu guru tumko maanu chalo ye bhi waada hai keh doon tumhen yaa chup rahun dil mein mere aaj kya hai jo bolo to jaanu guru tumko maanu chalo ye bhi waada hai socha hai tumne ke chalte hi jaayen taaron se aage koi duniyaan basaayen socha hai ye ke tumhen rasta bhulaayen sooni jagah pe kahin chhede daraaye haaye re naa naa haaye re naa naa ye naa karna are nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin nahin keh doon tumhen yaa chup rahun dil mein mere aaj kya hai jo bolo to jaanu guru tumko maanu chalo ye bhi waada hai socha hai tumne ke kuchh gungunaayen masti mein jhoome zara jhoome machaayen socha hai ye ke tumhen nazdik laayen phoolon se honthon ki laali churaayen haaye re naa naa haaye re naa naa ye naa karna are nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin nahin keh doon tumhen yaa chup
keh ke bhi na aaye tum ab chhupne lage taare dil leke tum hi jeete dil deke hum hi haare hum aas kiye jaate tum paas nahin aate jaana tha chale jaate milne to chale aate keh ke bhi na aaye tum ab chhupne lage taare dil leke tum hi jeete dil deke hum hi haare humne tha tumhe maana tumne hi na pehchana jab hona tha begaana tab kyun kiya deewaana keh ke bhi na aaye tum ab chhupne lage taare dil leke tum hi jeete dil deke hum hi haare sunsaan huyi galiyaan sab sookh gayi kaliyaan ab beet chali ghadiyaan par jaag rahi ankhinyaan keh ke bhi na aaye tum ab chhupne lage taare dil leke tum hi jeete dil deke hum hi haare
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kaun Karta Hai Kisi Ka Intezar Kasturi (1954) 03:08 15183
 
Poster of Kasturi (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Brijendra Gaur
Music Director- 
Jamal Sen, Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Bipin Gupta, Shakuntala
Duration : 03:08   Song Number : 15183   

Kaun Kisi Ko Bandh Saka Kaalia (1981) 03:17 17953
 
Poster of Kaalia (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Ram Sethi
Duration : 03:17   Song Number : 17953   

Kaun Kisko Jaanta Hai Akarshan (1988) 04:33 38082
 
Poster of Akarshan (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Ajit Singh
Singer- 
Ajit Singh
On Screen Actors- 
Akbar Khan
Duration : 04:33   Song Number : 38082   

Kaun Si Dor Aarakshan (2011) 05:42 32054
 
Poster of Aarakshan (2011)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2011
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Deepika Padukone
Duration : 05:42   Song Number : 32054   

Kaun Sune Fariyaad Dulari (1949) 03:50 39420
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:50   Song Number : 39420   

Kauno Thagva Nagariya Lootal Ho Ankahee (1985) 04:24 36959
 
Poster of Ankahee (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Kabir
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:24   Song Number : 36959   

Kavi Raja Kavita Ke Navrang (1959) 02:23 36884
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Bharat Vyas
On Screen Actors- 
Mahipal, Sandhya
Duration : 02:23   Song Number : 36884   

Kayi Baar Yun Bhi Dekha Hai Rajnigandha (1974) 03:26 14051
 
Poster of Rajnigandha (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Duration : 03:26   Song Number : 14051   

Kayi Din Se Mujhe Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978) 04:51 20728
 
Poster of Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sachin, Ranjeeta Kaur
Duration : 04:51   Song Number : 20728   

Kayi Din Se Saawan Barsata Hai Rimjhim Samaj (1954) 03:22 12085
 
Poster of Samaj (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Arun Mukherjee
Duration : 03:22   Song Number : 12085   

Kayi Ghum Sahe Hain Khushi Abhi To Jee Lein (1977) 02:22 37015
 
Poster of Abhi To Jee Lein (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 02:22   Song Number : 37015   

Kayi Tarah Ki Hansi Hoti Hai Rickshawala (1973) 05:21 37634
 
Poster of Rickshawala (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:21   Song Number : 37634   

Kdantadha Kdantadha Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:22 14138
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:22   Song Number : 14138   

Keeda Action Jackson (2014) 03:01 37265
 
Poster of Action Jackson (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Shabbir Ahmed
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Ajay Devgan
Duration : 03:01   Song Number : 37265   

Keh Do Ik Baar Sajna Mrityudand (1997) 06:04 20753
 
Poster of Mrityudand (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Ayub Khan, Madhuri Dixit
Duration : 06:04   Song Number : 20753   

Keh Do Ji Keh Do Chhupao Na Pyaar Kismat Ka Khel (1956) 04:21 37931
 
Poster of Kismat Ka Khel (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 04:21   Song Number : 37931   

Keh Do Keh Do Jahaan April Fool (1964) 05:15 20713
 
Poster of April Fool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Sayra Banu
Duration : 05:15   Song Number : 20713   

Keh Do Koi Na Kare Yahaan Pyaar Goonj Uthi Shehnai (1959) 03:38 13287
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Ameeta, Anita Guha
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:38   Song Number : 13287   

Keh Doon Tumhen Deewaar (1975) 03:40 18122
 
Poster of Deewaar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 03:40   Song Number : 18122   

Keh Ke Bhi Na Aaye Tum Safar (1946) 02:33 16470
 
Poster of Safar (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kanu Roy
Duration : 02:33   Song Number : 16470